Fazail E Amaal in hindi

Fazail E Amaal in hindi


Text File in Hindi

Fazail E Amaal
  1. ⇄ FAZAILE RAMZAN PART ① ⇡
    ▁▁▁▁▂▂▂▂▂▁▁▁▁▁
    HAJRAT SALMAN (R.A) KAHTE HE K NABI E
    KARIM SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM NE
    SHABAN KI AAKHIR TARIKH ME HAM LOGO KO
    FARMAYA K TUMHARE UPAR EK MAHINA AA
    RAHA HE. JO BAHUT BADA MAHINA HE, BAHUT
    MUBARAK MAHINA HE, ISME EK RAT HE
    (SHABE QADR) JO HAZARO MAHINO SE
    BADHKAR HE.
    ▁▁▁▁▂▂▂▂▂▁▁▁▁▁

    FAZAILE AAMAL.
    ▁▁▁▁▂▂▂▂▂▁▁
  2. Muhammad Peace be upon him
    Talk softly,
    Walk humbly,
    Eat sensibly,
    Breathe deeply,
    Sleep sufficiently,
    Dress properly,
    Intract politely,
    Act fearlessly,
    Work patiently,
    Think truthfully,
    Believe correctly,
    Behave decently,
    Learn practically,
    Plan orderly,
    Earn honestly,
    Spend intelligently,
    Sacrifice regularly,
    Worship dedicatedly,
    Serve parents happily,
    Respect neighbours
    appropriately ...
  3.   Aajkal bahar mulko se bane huwe mukhtalif qisam ke perfumes,scent,attar wagera aate he,unme Alcohol yani sprit bhi shamil hota he,to unka istemal jaiz hone ya na hone ke mutalliq  Sharee Hukam me kuch tafsil he.or wo ye he k alcohol agar Angur ya khajur ke sharab se bana huwa ho to wo napak he,is liye uska istemal jaiz nahi,or agar wo angur ya khajur ke alawa kisi or pak chiz ki sharab se bana huwa ho to wo pak he,or uska kharji istemal shar'an jaiz he.or aajkal perfumes me jo Alcohol istemal hota he wo aam tor se khajur ya angur ki sharab se bana nahi hota ;balke dusri mukhtalif qisam ki chize masalan corn flower,juwar,gehu,ber,aalu,chawal ya petrol wagera se bana huwa hota he.lihaza aisa perfumes shar'an napak nahi,or uske lagane se kapda,badan napak nahi hoga,isliye uska istemal jaiz he or agar kisi ne aisa perfumes kapde par laga kar namaz parh li to uski namaz ada ho gayi,lotane ki zarurat nahi.(mahmudul fatawa bahawala Aurato ke banau singhar k sharee ahkam:57,58

No comments:

Post a Comment